Ghalib saheb
Har-ek baat pe kehte ho tum ke tu kya hai?
tum hi kaho yeh andaaz-e-guftagu kya hai?
ragoon main daudte phirne ke hum nahin kaayal,
jab aankh hi se na tapka to phir lahu kya hai?
Ashiqi Waqt Parast AR Tamanna Betab,
Dil Ka Kya Rang Karun Khune Jigar Hhone Tak,
Now d famous one...
hazaron khwahishen aisi ke har khawahish pe dam nikle
bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle
- Ghalib

<< Home