Manzil bhi uski thi,
Rasta bhi uska tha,
Ek main akela tha ,
Kafila bhi uska tha....
Sath-sath chalne ki soch bi uski thi,
Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha,
Aaj kyo akela huin,
Dil sawal karta hai log to uske the,
Kya khuda bhi uska tha
Manzil bhi uski thi,
Tarikh pe Tarikh...
Ye mausam ye rat chup hai...